Saturday 25 January 2014

Namaz Aankhon Ki Thandak


Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wassallam Ne Farmaya!


Al Nisaae Ishratul Nisaa, Hadees Raqam:
Meri Ankhon Ki Thandak Namaz Hai. 


Aaye Namaz Ki Pabandi Karen. Aur Aapni Ankhon Ko Thandak Pohchain.
Zindagi main kam se kam 5 auqaat namaz ki pabandi ko aapna lo yaqeen karu ju sakoon tum hasil karu gy woh dunya ki kisi cheez main na pau gy, 5 auqat tumhara jism pakeeza rahe ga aur tum se har koi mohabbat kare ga.


Yaqeen janu k tumhari dunya aur akhrat dunu ban jain gi, tumhain dunya main bhi log chahain gy aur akhrat main rab bhi tumhain tumhare aizaaz se nawaze ga.
Allah pak hamain sucha namazi banai aur hamain mout bhi namaz ki halat main aata kare (Ameen)

Shabby ! 




No comments:

Post a Comment