Saturday, 25 January 2014

Zindagi Ko Maqsad



Zindagi Ko Kamun Main Sarf Karu, Behter Hai Tum Kuch Muqaam Paa Lo Gy, Zehni Salahiyaat Araaam Se Nahin Kaam Karne Se Aati Hai, Lekin Aaj Ka Musalmaan Apne Zindagi Ko Araam Wa Asaaish K Kamun Main Lga Kar Guzaar Raha Hai.
Hamain Apne Aap Per Sochna Chaiye Aur Sochna Chaiye Hum Kar Kya Rahe Hain?
Kya Hasil Kya Hai Ab Tk Humne Apni Zindagi Main K Jis Se Aap Khud Mutmaain Hain?
Kya Hamari Zindagi Islami Toor Tariqe K Mutabiq Jaa Rahi Hai?

Na Kaam Hune Ka Sab Se Bara Sabab Hi Yehi Aisho Ayaash Wali Zindagi Hai, Hum Sirf Sona Uthna Khana Pena Aur Ghumna Phrna Karty Hain, Jab K Mehnaat Hum Karty Nahin Kisi Kaam Main, To Zehni Salahiyaat Kese Barhe Gy?
Kese Hum Koi Zindagi Ka Maqsaad Hasil Karen Gy?

Sochiye Abhi Bhi Waqt Hai Sudhaar Lijye Apni Zindaagiyun Ko Take Bad Main Bure Waqt Se Pachtana Na Pare, Sirf Araam Se Hum Sust Kahil Hu Jain Gy Aur Islamic Ahkamaat Ko Pora Karne Main Bhi Susti See Paish Ain Gy Ju Ek Bura Asaar Hai Hamari Zindagi Per.

Dua Farmain Allah Pak Hamain Mehnti Banai Bajai Is Ke K Hum APni Zindagi Ko Araam Se Farigh Wqt Main Guzarain Aur Hamari Zehni Salahiyaat Ko Bhi Mazboot Banai (Ameen)

Shabby !
Kya Hasil Kya Hai Ab Tk Humne Apni Zindagi Main K Jis Se Aap Khud Mutmaain Hain?Kya Hamari Zindagi Islami Toor Tariqe K Mutabiq Jaa Rahi Hai?
Na Kaam Hune Ka Sab Se Bara Sabab Hi Yehi Aisho Ayaash Wali Zindagi Hai, Hum Sirf Sona Uthna Khana Pena Aur Ghumna Phrna Karty Hain, Jab K Mehnaat Hum Karty Nahin Kisi Kaam Main, To Zehni Salahiyaat Kese Barhe Gy?Kese Hum Koi Zindagi Ka Maqsaad Hasil Karen Gy?
Sochiye Abhi Bhi Waqt Hai Sudhaar Lijye Apni Zindaagiyun Ko Take Bad Main Bure Waqt Se Pachtana Na Pare, Sirf Araam Se Hum Sust Kahil Hu Jain Gy Aur Islamic Ahkamaat Ko Pora Karne Main Bhi Susti See Paish Ain Gy Ju Ek Bura Asaar Hai Hamari Zindagi Per.
Dua Farmain Allah Pak Hamain Mehnti Banai Bajai Is Ke K Hum APni Zindagi Ko Araam Se Farigh Wqt Main Guzarain Aur Hamari Zehni Salahiyaat Ko Bhi Mazboot Banai (Ameen)
Shabby !




No comments:

Post a Comment